Aj ke iss article mein hum apko batayenge ki Meesho App se pese kese kamaye
agar ap meesho app se pese kamana chahte hai to iss article ko last tak jarur pare.
Contents
- 1 Meesho App Kya Hai
- 2 Meesho app ki sthapna kisne ki thi aur kab ?
- 3 Meesho App se pese kese kamaye?
- 4 Conclusion
- 5 Another article
Meesho App Kya Hai
ye ek online resale platform hai jisse ham marketing karne wali mobile application bhi kahate hain.
Meesho app yeh online store hai Jahan Bharat ki badi badi wholesale company apne products ko sell Karti hai, aap is application mein Apna account khol kar aasani se kisi bhi product ko social media site per sell karke achi Kamayi kar sakte hain.
Meesho App Se Pese Kese kamaye
Meesho products ki quality kaisi hoti hai ?
Meesho App Kya Hai- Meesho ki products ke bare mein jo sabse achhi baat yah hai ki meesho apne products
ki quality ko lekar kafi strict hain, ya apni pratyek chijon ko lekar kafi standard maintain karte hain joki users
ke liye quality ke najar se acchi baat hoti hai. Meesho app apne users ko flexible exchange or return policy ki
suvidha bhi deta hai,yadi iske users ko koi problem hoti hai,to users meesho app se direct sampark kar sakte
hain.
Meesho app ki sthapna kisne ki thi aur kab ?
Meesho App Review in hindi- Ye app ki sthapna 2015 mein, Vidit aur Sanjiv Barnwal ke
dwara ki gai hai jo ki IIT- Delhi ke alumni hai. Is app ka main purpose 2020 tak 20 million successful
entrepreneurs ko taiyar karna hai.
Meesho App Se Pese Kese kamaye
Kya meesho app surakshit hai ?
Meesho review – Ji Han Ye app surakshit app hai, ya ek Bengaluru-based social
commerce platform hai,jo ki donon resellers aur emerging brands ki madad Karta hai unke business ko
badhane mein social media ke sahayata se. Meesho app abhi tak $50 million ki funding range kar Chuka
hai,series c funding ke dauran.
Meesho app kaise download Karein?
Meesho app se paise kaise kamaye 2021- Agar aap meesho app download karna chahte hain to Play store
par jakar AAP meesho app download kar sakte hain, Fir vahan per apna account bana kar,Aap Lakho products
ko reasonable price per resale kar sakte hain aur apne liye khareed bhi sakte hain, kyunki yahan per aapko
products Amazon or Flipkart se bhi minimum prices per milte hain.
Meesho App se paise kaise kamaye in Hindi
Meesho app se paise kaise kamaye -Aap meesho app se Kitna paisa Kama sakte hain yah baat aapke network
per nirbhar karti hai,yani ki aap meesho app ke products ko kitne logo tak pahuncha pate hain aur unme se
kitne products kharide jaate hain.Agar aap online deals aur best selling offer ke kisi bade group ke member
hai to aapki link se bahut acchi kamai ho sakti hai.
Meesho Business kam kaise karta hai ??
Meesho app ka concept anya online selling websites se alag hai.
Meesho app se paise mein aapka kam meesho per listed products ko users tak pahuchana hota hai,iske bad
uska payment, delivery aur sare kam yah aap khud karta hai.Aur related products ka profit margin aapke
account mein add kar diya jata hai.
Meesho app ki Qualities kya hai ?
Meesho app apne users ko kisi bhi product ko kharidne ke liye do tarah ke options dete hain, users online payment aur cash on delivery donon mein se kisi ek option Ke through payment kar sakte hain. Yah quality meesho app ko dusre online shopping app se khaas banati hai.
Online products ko resell kaise karein??
Meesho App Review in hindi-Meesho products online resell karna bahut easy hai,aise bahut sare
online platform hai jiski help se aap apne products ko resell kar sakte hai, jaise Facebook, Instagram Telegram
channels, Twitter, OLX, etc. In sabhi platforms ka use karke aap apne products ki reselling acche se kar sakte
hain.
Meesho Jaisa platform se kinhe jyada profit hota hai?
Meesho Jaise platform ko housewives, aspiring entrepreneurs, Students, ko Kam dene ke liye banaya Gaya
hai, ls platform ka use karke vah aasani se apne online business ko launch, build aur promote bhi Kar Sakte
hai. Aur yah sab karne ke liye WhatsApp,Facebook aur dusre social media channels ka use Kiya ja sakta hai,
aur is app ka use karke har koi ek micro-entrepreneur ban sakta hai.
Meesho app kitni languages mein available hai?
Meesho App Se Pese Kese kamaye – Meesho app maximum seven local languages available hai accept
English,kyuki inke daily usage mein minimum 30- 40% ki traffic non-English speaking audience se hi hoti hai.
Meesho app apne platform WhatsApp based sellers ko vo ability dete hain jisse Vah apne prices aur margins
ka Sahi use kar sakte hai.
meesho se paise kaise kamaye
kya meesho app ka use karke aap apne business ko expand kar sakte hai?
Meesho app ko aap ek online platform ke tor per use kar sakte hain, uske sath isme sources logistics or
payment tools ke option bhi available hote hai. In options ki help se inke social sellers ko online business ko
launch, build or promote karne mein help milti hai.
Meesho App se pese kese kamaye?
Meesho team ke members ke according is platform ka use karke sellers Rs 50000 per month
earn kar sakte hai, aur is main aapko products ke bahut sare range dekhne ko milte hain jaise ki fashion,
lifestyle aur other categories.
Conclusion
Meesho App Se Pese Kese kamaye– Agar aap digital marketing se online money earn karna chahte hain to Meesho app ko join kare.
Is app per aapka koi paisa karch nahin lag raha hai, aur na hi aapko kahin Jana hai Bas aapko apne mobile se
online work karna hai, Aap 2-3 hours ki mehnat se achcha profit earn kar sakte hai.
yahan per na koi boss hai na koi pressure, AAP apne tarike se Kam Kar sakte hai aur apni payment Bank se jab chahe le sakte hai.
Get 30% discount on your 1st order at Meesho, an online shopping app with a wide range of fashion, and home decor products at wholesale prices.
Use my Referral Code: AMANGHA90354
Enjoy a complete shopping experience at Meesho with cash on delivery and 7-day easy return.
Download Meesho here – https://meesho.com/invite/AMANGHA90354