Kya ap Online Search Kar rahe Hai Blogging kaise shuru karen?
Nahi Jante ho akhir Ye hai kya?
Aj Hum Iss article par apki query ko Fix kardenge
To chaliye article ko suru karte hai.
Select Web Hosting
Blogging Suru karne ke liye apko website ki jarurat paregi, jiske liye hosting ka hona bohot jaruri hai, Agar ap
new ho aur ye online business Suru karna chahte ho, To ap expensive hosting plan mat kharidna, Reason ye
hai jo naya blogger hota hai usko traffic lane ke liye struggle karna hota hai, Ese mein agar apki mehengi wali
hosting kharid lete ho, to uska koi benefit nahi hai, new bande humesha yahi galti karte hai, Jab apki site ka
traffic improve Hojaye tab sochoge expensive plan lene ke liye to Jyada better rahega.
Select Domain
Blogging kaise shuru karen- Blogging suru karne ke liye apke pass Hosting aur Domain ka hona bhi bohot
jaruri hai, Ap domain ka nam kya rakhna chahte ho ye apko decide karna hai ki konsa pasand hai, Agar koi
domain yad nahi aa raha to
domain suggestion tool ki help le sakte ho, aur apne pasand ka nam select kar sakte ho.
Install WordPress
Hosting Aur Domain Lene Ke Bad apko wordpress install karna hoga , Ese mein apko customer support se bat
karni hogi. jha se ap hosting loge, Vo apki help karenge humne bhi apne hosting provider se bat karke
wordpress install karaya tha. Ye Step jab apka complete hoga tab apko site ki wp admin detail mil jayegi jiski
help se ap login kar sakte ho aur site par work kar sakte ho. koi bhi issue ho customer support se bat kariye.
Select Theme
Apni site suru karne ke bad apko apni website ke liye achi si theme use karni hogi, Taki apki website par koi
bhi visitor aye usko apki website professional lage. free or paid dono availiable hoti hai, baki apko marji hai
jonsi apko achi lage.
Select Niche
Niche selection bohot important part hota hai, in sab ki knowledge apko blog suru karne se pehle honi bohot
jaruri hai kyuki log niche selection karne mein galti kardete hai, Log bina soche samjhe koi bhi topic par kam
karna suru kardete, isliye jis topic par achi knowledge ho ussi topic par kam suru kare. Varna ap apne visitors
ki problem ko solve nahi kar payoge.
Create pages
Blogging kaise shuru karen- Blog par Kam Karne se Pehle pages create Karna na bhule, About us, contact us, privacy policy, Varna google Adsense ka approval lene me dikkat ho Sakti hai, agar create nahi karoge to.
Duplicate Article na Likhe
Blog suru karne ke bad jyadatar Naye log dusro ke content copy karke apne blog par paste kardete hai,
article likhna na ana hi reason hota hai, agar ap sochte ho ki esa karne se apki post rank hojayegi aur traffic
ane lagega to ap galat ho,ap dusri website se ideas le sakte ho, par copy mat karo, Baki har roj 100 words
likhkar practise karo, vishavas karo ap bohot jaldi likhne mein bhi perfect hojayoge.
Onpage seo and off page
Blogging kaise shuru karen– Ese bohot se blogger hai jo sochte hai, ki bus article post karo phir bus traffic hi traffic hoga, jo naye blogger
hai vo esa sochte hai kyuki unhe onpage aur off-page seo ki knowledge nahi hoti, Baki humesha dhayan
rakhna blog banane ke bad uska onpage jarur karna post likhne se pehle, baki jab on page hojaye tab ap
blog likhna start kar sakte ho, baki post ka bhi onpage hona bohot jaruri hai, bad mein apko off page par
focus karna hoga, jisme apko backlink banane honge apke article ke. Jab ye sab karoge tabhi ap google par
rank karoge. Varna sari mehnat bekar jayegi.
Long Tail Keyword Dhunde
blogging kaise sikhe- Agar ap Apne Blog ko Rank Karana chahte ho, To apko low competition keyword par
focus Karna Hoga aur ye keyword jyadatar long tail keyowrd hote hai jo easily google par rank hojate hai. 3
word aur isse jyada word ke keyword long tail keyoword hote hai. jese How To Start A Profitable Blog For
Beginners ye long tail keyword hai , 1 ya 2 word ke keyword short trail keyword hote hai, jinhe rank karna
mushkil hota hai jese money, Earn money, To blog suru karne ke bad ap long-tail keyword hi dhunde
blogging mein success pane ke liye.
Backlink Banaye
Blogging kaise shuru karen-Backlink off page seo ka task hota hai to bohot jaruri hote hai, Google mein rank
karne ke liye, Humesha high da pa wali site par backlink banayo, aur low spam score wali site par bhi mata
banaye, Quality par focus karo.
Nitropack plugin install kare
Ye plugin apki website mein install hona bohot jaruri hai, kyuki iss plugin ki help se ap apni website ki speed
ko bara sakte ho, Website ki speed minimum 3 second ya kam honi chahiyai. agar speed kam hoti hai to koi
bhi user apki website par visit karna pasand nahi karega. Isliye apni website ki speed ko improve kare iss
plugin se.
Interlinking Your Blog post
blogging ki shuruaat kaise karen: Apne blog post ko ek dusre interlink kare, Interlink ki help se ap apni
website ki bounce rate ko kam kar sakte, Jitna kam apki website ka bounce rate, utne hi jyada article apke
google mein rank karenge.
Earn money With Blogging
1: Affiliate Marketing
Affiliate marketing bohot best tarika hai ,blogging se money kamane ka, Agar apki website Mein kam traffic
hai tab bhi ap affiliate marketing se bohot income kar sakte ho. Google AdSense se jyada earning bloggers
affiliate se kar rahe hai, Per month lakho mein earning kar rahe hai,
2: Google Adsense
Agar ap micro niche blogging par focus karenge yakeen maniye ap Kam time par google Adsense se bohot
income kar sakte ho, Kyuki micro niche blogging mein competition Kam Hota hai aur earning jyada. agar ap
mico niche ke ilawa dusra koi niche par work karoge to apko traffic ki problem hogi aur earning bhi nahi
hogi.
3 : Sponsorship se earn kare
Agar ap apni website ke liye sponsorship chahte hai?
To apki website par monthly 10000 ka traffic hona jaruri hai
Flyout.io se approval pane ke liye
Iss website par ap 1 post ka 100 dollar tak earn kar sakte ho.
Vese blogging se kamane ke liye bohot tarike available hai par ye top 3 the jo apko batana jaruri tha.
FAQ
Blogging suru karne ke liye kya jaruri hai?
Hosting aur domain
kya mein blogging se kamayi kar sakta hu?
hanji
Blogging se mein kese pese kama sakta hu?
blogging se pese kamane ke bohot tarike hai aur unme se sabse powerful tarike jese adsense, affiliate marketing , sponcership
Final Words
Blogging kaise shuru karen– To dosto ye tha Humara article hum umid karte hai apko acha laga hoga, apne dosto ke sath iss article ko share kare.